Aj V Yaad Auni Ae Shayari

Nee Tu Aj V Yaad Auni Ae
Nee Tu Aj V Tadfauni Ae
Lokaan Nu Taan Keh Dahida K Bhul Gayi Ae
Main Te Mera Rabb Janda Nee Tu Aj V Yaad Auni Ae, Nee Tu Aj V Tadfauni Ae
Duniya Moore Tu V Jhutha Hass Leh
Yaad Tainu Vi Sadi Kadhe Kadhe Taan Aundi Ae
Yaad Tainu Vi Sadi Kadhe Kadhe Taan Tadfaundi Ae

Ek Insaan Yaaro Shayari

Ek Din Baithe Hoye Puch Laya Main Apne Ap Toh Yaaro
Kyu Fark Hai Ranga Da Duniya Te, Kyu Mazhab Nu Hai Dushmani Mazhab Toh Yaaro
Kadh Mitega Masla Is Rang Da Yaaro, Na Rahega Fark Gareeb Te Ameer Vich Yaaro
Nankana Sahib Dekhan Da Bada Chaah Rehnda, Kadh Mitega Masla Sarhada Da Yaaro
Kyu Jaataan Paataan Vich Loki Ghummi Jande, Us Rab Ne Taan Banaya C Ek Insaan Yaaro
Hindu, Muslim, Sikh, Isaayi – Kadh Baithenge Milke, Dushmani Nahi Vadayo Pyar Yaaro

Dardan Di Pitaari Shayari

Mere Sajna Ne Pilayi Akhian Cho Eh Jehe Jaam
Ohi Jaam Hun Ban K Hanju Naina Vicho Vehnde Ne
Jehde Aakhde C Tere Naal He Judi Hai Saade Saahan Di Dor
Ajj Ho K Koha Door Maitho Pata Nai Kinj Thande Houke Lainde Ne
Meri Aadat Ta Hun V Nai Badli Ohna Da Intzaar Karan Di
Pata Nai Kyo Hawa De Bulleya Cho V Ohna De He Aaun De Bhulekhe Painde Ne
Mera Dil Tuttan De Baad V Mainu Hasda Dekh K
Main Sunia Hai K Mere Sohne Sajan V Bahut Khush Rehnde Ne
Par Koi Dase Ohnu Ja K
K Har Waqt Bullan Te Muskan Vekh K Khush Na Samaj Lavi Mainu
Main Ik Darda Di Pitaari V Bhari Hoyi Hai Seene Vich
Jisnu Jashan Huri Dil Kehnde Ne

Ajj Vi Chete Aundi Ae

Ajj Vi Chete Aundi Ae
Bhanvein Vichhdi Nu Kayi Saal Ho Gaye
Adhi Raat Oh Yaad Aayi Akhiyan Vicho Hanju Cho Gaye
Socheya Ron Naal Kehra Oh Milni Ae
Yaar Susu Kar Ke Fer So Gaye... :D

Yaaran Naal Baharan Ne Shayari

Message Aunde Nahi Hun Sohne Yaaran De
Lagda O Busy Ho Gaye, Vich Kamma Kara De
Manneya Duniya Ch Kamm Hazaran Ne
Per Yaad Rakheo Mittro, Yaaran Naal Baharan Ne...

Majboor Tenu Assi Karde Nai Shayari

Dil Raaji Hou Taan Dass Devi
Majboor Tenu Assi Karde Nai
Duniya Te Yaar Hor Bathere
Per Assi Kise Te Marde Nai
Eh Janam Tere Naa Laa Ditta
Tenu Agle Janam Ch Tang Karde Ni...

Tere Jeha Dost Punjabi Shayari

Dostaan Nu Har Mehfil Vich Yaad Karange,
Hamesha Rabb Da Dhanwaad Karange,
Na Milya Si, Na Milega Tere Jeha Dost,
Ajj Hi Nahi Hamesha Es Gal Te Naaz Karange…

Waqt Beeteya Oh Juda Ho Gye

Waqt Beeteya Oh Juda Ho Gye
Ona D Judai De Tarrey Gwah Ho Gye
Jina Nal Wafa Nibhaun D Kasam Khadi
Aj Ohiyo Kyun Bewafa Ho Gye
Kal Sade Lyi Jaan Dinde C Jo
'Preet' Aj Gair Kyun Ona De Khuda Ho Gye

Hanju Te Tanhayian De Raah Shayari

Ohne Dukh Dita Assi Seh Gaye
Na Kujh Kehn Joge Reh Gaye
Ohne Zakhm Hi Inne Gehre Ditte
Assi Hanju Te Tanhayian De Raah Pai Gaye...

Hora Wangu

Horan Wangu Ohnu Dil Cho Kadh Vi Sakde Si
Ishq Da Boota Apne Hathi Vadd Vi Sakde Si
Ki Kariye Majboori Nahi Kamjori Aa Oh Sadi
Nahi Tan Duniya Vangu Ohnu Chhad Vi Sakde Si...

Bas Ik Tamanna

Bas Ik Tamanna Rahi Ohnu Paun Di
Koshish Bekaar Rahi Ohnu Bhulaun Di
Ik Aakhri Umeed Eh Hai
Je Meri Laash Naal Lipat Ke Roye Taan Ron Dena Yaaro
Badi Hasrat Hai Ohnu Seene Naal Laun Di...

Yaar Di Gulami

Yaar Di Gulami Saade Pyar Da Asool Ae,
Ik Duje Bina, Sadi Zindagi Fazool Ae,
Dunia Kolo Tan Assi Pani Vi Ni Manggde,
Tere Hathon Zehar Vi Kabool Ae...

Bewafa Ho Jande Ne Lok

Hasde Ne Avein, Hass Ke Ruwa Jande Ne Lok,
Milde Ne Avein, Mil Ke Juda Ho Jande Ne Lok,
Pal Do Pal Di Mohabbat Nu Umra Da Sath Na Samjhna,
Mohabbat Vi Karde Ne, Te Khafa Vi Ho Jande Ne Lok,
Naseeban Ch Pyar Nahi Si, Jo Mainu Milya Hi Nahi,
Kar Ke Izhaar E Mohabbat Vi Beparvah Ho Jande Ne Lok,
Hun Kis Ton Shikva Kariye Apni Mohabbat Da,
Kar Ke Wafa Da Vaada, Bewafa Ho Jande Ne Lok...

Hindi Dosti Shayari SMS

Chale jayenge magar yaaden suhani chhod jayenge,
Aapke dil me apni nishani chhod jayenge.
Kabhi royouge to kabhi muskuraoge,
Hum dosti ko vo kahani chhod jayenge.
`
Dil ki jarurat har jaan ko hoti hai,
Taron ki jarurat har aasman ko hoti hai.
Hamari tamnna hai salamat raho tum,
Kyon ki achchhe dost ki jarurat har insane ko hoti hai.
`

Us nazar ki taraf mat dekho,
Jo aapko dekhne se inkar karti ho.
Duniya ki bheed me us nazar ko dekho,
Jo shirf aapka hi intezaar karti ho.
`
Kisi se shirf utna hi door hona,
K use aapki ahmiyat ka ehsaas ho jaye.
Lekin kabhi itna bhi door mat hona,
K vo aapke bina jeena seekh jaye.
`
Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho,
Dost sachche gar sath ho to roya nahi karte.
Jo ho jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai,
Gum me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte.
`
Din beet jate hai suhani yaaden banker,
Baaten rah jati hai kahani banker.
Par dost to hamesha dil ke karib rahenge,
Kabhi muskan to kabhi aankhon ka pani banker.

Bari Bari Ankhain


Main tum say nafrat kerta hu! Kosta hu main us waqt ko jub main nay tumhari badsorat shakal dekhay beghair shadi kay liyay hai ker de thee. Hahaha! Mummy! Kitna maza aata bhaee kay kaan bernay ka. Petya tu aap aur main khoob perha kay bejtay hain aur yaqeenan Faheem bhaee bhabhi say lartay be hu gay leaqin itne aahista awaz main lertay hain kay hum dono ko un kay bedroom kay derwazay pay kharay honay kay baawajood un kay lernay ke awaz nahi aati. Bedroom kay ander bilkul ult sceen hota thaa. Awaz baahir es liyay nahi aati thee kyoun kay Faheem Saleeha ko baaho main lay ker surgoeshya kum aur us ke bari bari aankhain zayadaeh choom reha hota thaa.
Tabasum beghum kay sirf do bachay thay, Faheem aur Nermeen. Un kay khawand ko foat howay paanch saal honay ko thay. Aaj kul Tabasum beghum ko aik aese bahu ke talaash thee jis ka taluq gharib geranay say hu aur woh bahu kay saath jasa merzi salook kerain koe pichay say poachnay na aey. Un kay khayal main un ke bahu waajbi see chakal ke honi chahyay thee taa kay un ka eklota beta kahi apni hoor pari bewi kay husan main khoo ker maa ko he na bhool jaey.
Un ke talaash khatam hu gae jub unhu nay aik shadi per Saleeha ko dekha aur pata chala kay us ka sirf aik bhae aur aik bhabhi hain pori dunya main aur bhabhi ko apni nend aik aankh nahi baati thee. Shakal tu wajbi see thee Saleeha ke leaqin us ke kali bari bari aankhain ajab see kashish us kay ander paeda kerti thee.
Suhaag raat ko Faheem nay pehli dafa Saleeha ko dekha thaa aur woh masoom se bari bari aankho wali larki usay pasand aaye thee leaqin chunkay dono kay maashi halat main zameen asmaan ka farq thaa es liyay woh nachahtay howay be Saleeha say itna gulmil nae pata thaa.
Shaadi kay kuch dinu baad he Faheem ko maa aur behan nay petya perhana shoro ker de thee leaqin bohat jald ussay ehsaas hu gya thaa kay maa aur behan jhoot bolti hain. Woh kamray say bahir hota tu maa aur behan khoob kaan berti jub kay kamray kay ander jata tu muskarati howe Saleeha us ka estaqbaal kerti leaqin us ke soji howe bari bari aakhain us kay ander ka dukh bayaan kerti thee. Aik din aakhar Saleeha ko us ke hamoshi ka sila mil gya aur aaj Faheem nay be us ke muskarahat kay jawab main moskarahat de thee aur phir usay apni baaho main lay leya thaa. Aaj us ke bari bari aankhain dopeher ko ronay ke waja say he nahi bulkay Faheem kay baytahasha chomnay ke waja say be soji howe thee.

My First love – Love Story


Hi Friends I m sharing my love story. so please read with love…….
From the very Begining, the girl’s family objected strongly on her dating this guy. Saying that it has got to do with family background & that the girl will have to suffer for the rest of her life if she were to be with him.
Due to family’s pressure, the couple quarrel very often. Though the girl love the guy deeply, but she always ask him: “How deep is your love for me?”
As the guy is not good with his words, this often cause the girl to be very upset. With that & the family’s pressure, the girl often vent her anger on him. As for him, he only endure it in silence.
After a couple of years, the guy finally graduated & decided to further his studies in overseas. Before leaving, he proposed to the girl: “I’m not very good with words. But all I know is that I love you. If you allow me, I will take care of you for the rest of my life. As for your family, I’ll try my best to talk them round. Will you marry me?”
The girl agreed, & with the guy’s determination, the family finally gave in & agreed to let them get married. So before he leave, they got engaged.
The girl went out to the working society, whereas the guy was overseas, continuing his studies. They sent their love through emails & phone calls. Though it’s hard, but both never thought of giving up.
One day, while the girl was on her way to work, she was knocked down by a car that lost control. When she woke up, she saw her parents beside her bed. She realised that she was badly injured. Seeing her mum crying, she wanted to comfort her. But she realized that all that could come out of her mouth was just a sigh. She has lost her voice……
The doctors says that the impact on her brain has caused her to lose her voice. Listening to her parents’ comfort, but with nothing coming out from her, she broke down.
During the stay in hospital, besides silence cry,…..it’s still just silence cry that companied her. Upon reaching home, everything seems to be the same. Except for the ringing tone of the phone. Which pierced into her heart everytime it rang. She does not wish to let the guy know. & not wanting to be a burden to him, she wrote a letter to him saying that she does not wish to wait any longer.
With that, she sent the ring back to him. In return, the guy sent millions & millions of reply, and countless of phonecalls,.. all the girl could do, besides crying, is still crying….
The parents decided to move away, hoping that she could eventually forget everything & be happy.
With a new environment, the girl learn sign language & started a new life. Telling herself everyday that she must forget the guy. One day, her friend came & told her that he’s back. She asked her friend not to let him know what happened to her. Since then, there wasn’t anymore news of him.
A year has passed & her friend came with an envelope, containing an invitation card for the guy’s wedding. The girl was shattered. When she open the letter, she saw her name in it instead.
When she was about to ask her friend what’s going on, she saw the guy standing in front of her. He used sign language telling her “I’ve spent a year’s time to learn sign language. Just to let you know that I’ve not forgotten our promise. Let me have the chance to be your voice. I Love You. With that, he slipped the ring back into her finger. The girl finally smiled.
Did you like this story ?? let us know about ur opinion regard this story !!!

Memories Of Him – Real Life Love Story


Memories Of Him is interesting short Real Life love story ! i hope you will like it.
Memories of him………………….
I was in first year college when I saw him. It was the time when he almost have a serious injury from falling. He was dress as an angel during Siglakas(intramurals) in our school, one of our biggest event. I was looking through a balcony when all of a sudden I saw him unconsciuosly lying on the grass. There was no affection. I even thought that he died or probably paralyzed. I never gave importance during that event. One year later we became classmate. I barely noticed him.
It was during our internship in the hospital that we became friends. I thought of him as child trap in man’s world. As days goes by he became more impressive. He is indeed intelligent. He have flaws like any normal human being on this planet. He don’t wash his clothes and he used it again during the next day. He is handsome but he stink . After knowing how he smell I usually stay away from him. I often notice his flaws but beyond it there is something greater that made me realize. I was stupid at that time. I believe so much in fairy tales like some young child hoping for a fairy tale ending. During our third year college we sometimes send friendly messages. I even invited him in my birthday unfortunately he didn’t come.
I have few suitors during that time. It was summer when he send me a message in that said he loved me. At first I was surprised. I never expected those words. I called him to clarify what he said. I guess I used wrong choice of words. I ask him if he want to be my boyfriend and he said yes. This is just the beginning of a more complicated events that happened in my college life. It was during our immersion when everything became clear to me. The first day we arrived in a moutain province in an old house. Our clinical instructor ask if there were people who were in a relationship in our group. There was no response from him. It made me sad. I feel being rejected. Days pass by and our clinical instructor noticed me. He said why I hardly smile and always alone. I hardly talk to anyone during at that time except from my only closest friend.
I told our clinical instructor that I’m always this way even during in the campus but the truth was my heart felt like it has been ripped in two. I tried to shunned him then everybody noticed there was something wrong between us. Unresolved conflict without disclosure. Our clinical instructor ask what was going on between us. He told our clinical instructor during the time when I was out of sight that it was only a joke. A game he never intend to hurt me but he did hurt me. I was badly shaken when my close friend told me about what he said and the next thing I knew everybody knew about us.
Two weeks in our immersion I feel like being grilled infront of the crowd. One day there was a brownout. Everthing was dark. I was upstairs lying on the floor listening to a mellow music. He went upstairs because our clinical instructor told him so to look for mewow. I told to him stay away from me but no words seem to came out from his mouth he quietly lie beside me. I tried to push him away but it was futile. He did say sorry through a note but my heart is still aching.During our last night we have our open forum. This was the time when I made a fool of myself. I told everyone how much I loved him beyond his flaws. He was no gentleman. I never remembered he was. I told everyone how much he means to me knowing I already knew the answer that I was rejected. All I knew it was a game.
Months pass by and we became friends. I hardly show how I care for him. I act cool like any normal girl will do but the truth was I still care for him. After our graduation I thought I will never see him but I was wrong. He was a june taker as well as I am. When he settle for inhouse review I never went for inhouse review. I wanted to be away from him as much as possible. After the last day of our board exam I saw him. I just say “hi” then I went with my friend. After the result he was the first person who greeted me. We were chatting in facebook then he invited me in his hometown because there was an upcoming fiesta. I thought he was just kidding. I told I him I don’t know where he lived I might get lost.
For the first time he fetch me in the city where I live. We didn’t meet in my house. We meet in the mall. I was I guess the only female who said yes during the time when he spread the invitation. His closed friend also was there. I’m glad because atleast I have someone I can talk. During my stay in their place. He often hold my hand which sends shiver in my nerves. It felt right holding his hands. He even carry me when we were in their terace just trying to tease me. I often chased him inside the house when he tease me. I punch him often in his arm. I make sure that he won’t get injured. I usually hang out inside his room just lying on his bed. Usually he lie beside me, we talk, tease each other and play pillow fights.
The best part in my stay was during the time that he was angry because his cousin tease him. I was the bait of course. His cousin did flirt just to make him angry. His eyes were on fire. He snatch me from his cousin and we went out of the room. During my stay my love grow even more. I love hanging out with him. I was happy most of the time just being with him. I can’t somehow explained the feeling why I like him so much. In my last day we have a fight because he want me and his friend to extend another day in his place but I needed to go home. It is not because I don’t want to stay its because of my mom. She called early in the morning. I don’t want another argument with her.
During our oath taking I gave him a pouch a sign of my love and inside was a scroll saying goodbye. I know I can never see him again. I need to face reality that he belong to someone else. I often think of him most of the time and the thought of him never fail to make me smile.
What you think about this love story ?

Pehla Pyar – Heart Rendering Urdu Love Story


Jenefir aaj kul snowfall dekhnay gae howe thee. Wok akele he gae thee. Woh apnay karoorpati baap ke ekloti bete thee. Apna helicopter thaa us kay paas. Aik din woh padal chalti kafi agay nikal gae thee. Achanak barfani tofaan shoro hu gya. Phir usay kuch khoosh na reha. Aankh khuli tu khud ko aik bed pay paya. Us nay dekha kay aik nele aankho wala larka us kay upper juka howa thaa aur us kay haath apni garm saanso say garm kernay ke koshish ker reha thaa. Woh uth kay baeth gae.
Jenefir nay us larkay say poacha kay tum koun hu tu us nay bataya kay mere yaha job hai. Main ghar ke tarf aaa reha thaa tu tumhay sarak pay beyhoosh paya tu yaha lay aaya. Saath he woh usay kosnay laga kay aik larki ka kya kaam kay itne door akelay aey. Jenefir nay Joseph ko ghussay say kaha kay tum jantay nahi kay main kiss ke bete hu. Meray dad nay tum jasay kae mulazim rakhay howay hain.
Joseph nay aik jatkay say Jenefir ko khara keya aur kaha kay woh aab sofay pay baethay aur apnay aap ko apnay baap ke dolat ka bataey. Ussay koe dilchaspi nahi us kay baap ke dolat kay baray sunay ka. Raat howe tu Joseph bedroom kay eklotay single bed pay laet gya aur Jenefir ko sofay per letnay ka kaha. Jenefir ko sari raat us chotay aur totat sofay per neend nahi aaye. Sobo Joseph kaam pay gya tu woh bed pay su gae. Raat ko jub Joseph nay khana banaya tu ussay dekh kay Jenefir nay mou bana leya. Paet ke dozakh burnay kay liyay us nay baadil nakhaasta khaa he leya.
Raat ko woh Joseph kay letnay say pehlay he bed per laet gae leaqin Joseph nay usay khanch ker uthaaya aur kaha kay woh sofay per letay. Jenefir nay kaha kay main nahi aaj waha sao ge. Joseph ghussay say ussay dekhta howa bed pay he laet gya. Sobo dono ke aankh kholi tu dono nay aik dosray ko apni baaho main leya howa thaa. Joseph uth kay khara hu gya.
Jenefir tu kub say jaag re thee aur aik ajeeb sa ehsaas mehsoos ker re thee. Dil chaah reha thaa Joseph youn he ussay baaho main liyay rehay leaqin woh tu aankho kholtay he uth khara howa. Us din woh baahir gomnay phirnay nikal gae jub Joseph chala gya thaa. Bahir kuch balo us ke tarf aaa gay aur usay laga kay woh aaj nahi zinda bachay ge. Achanak ussay goli chalnay ke awaz aaye tu sub balo baag gay aur woh beyhoosh hu gae. Aankh khuli tu us nay dekha Joseph us ka sir goad main rakhay ussay uthnay ka kaeh reha thaa. Woh ussay kaeh reha thaa kay uthou mere jaan! Tum tu mera pehla pyar hu! Mera saath maat choro abhi say! Jenefir uth gae aur Joseph kay galay lug ker boli tum be mera pehla pyar hu!

Khamoosh Mohabbat


Aaj aap nay ju pink dress pehna hai na, us nay aap kay husan ko chaar chand laga diyay thay. Aaj aap mujhay itni pyari lug rahi thee kay nazar he nahi hut rahi thee. Esse liyay sara din aap kay aas paas aaj kuch zayadaeh he nazar aaa reha thaa. Mera dil chaah reha thaa kay aap meray saamnay baeth jaey aur main aap ko dekhta rahu. Woh loag unday hain ju kehtay hain kay aap pyari nahi. Koe mere nazar say aap ko dekhay. Jannat ke hooro say be zayadaeh pyari hain aap. Rameez rozana ke tarah aaj be diary main yeh baatain likh reha thaa.
Rameez medical college main Romaisa say aik saal aagay thaa. Aik din jub medical college main annual function thaa tu Rameez nay pehli dafa Romaisa ko dekha thaa. Her saal ke tarah aaj be Rameez ko mukhtalif awards milay thay. Rameez apna award lay reha thaa kay us ki nazar Romaisa per parh gae. Rameez koe aesa wasa larka nahi thaa leaqin phir be Romaisa ko pehli nazar main apna dil day baetha thaa.
Rameez dil tu day betha leaqin itni himat kabih nahi howe thee kay Romaisa ko ja ker apnay dil ke baat bataata. College kay main gate kay paas aik darakht thaa. Rameez rozana Romaisa kay anay say 5 minutes pehlay us darkht saath khara hu jata aur sobo sobo apni mehbooba ka dedaar kerta. Phir break main be Romaisa ko dekhta aur baaqi sara din be bahanay dondtay rehta Romaisa ko dekhnay kay. Us kay dost usay majno kaeh ker chirtay rehtay tu woh hans detay. Agher koe kehta kay Rameez tum itnay pyaray hu aur pyar waajbi say shakal-o-sorat larki say kertay hu tu Rameez kehta woh tu hooro say be pyari hai.
Romaisa ko be Rameez pasand thaa leaqin us ke sharm-o-haya aaray aaa jati thee. Rameez khul ker koe baat nahi kerta tha tu woh be khamoosh he thee. Esse kashmakash main Rameez doctor bun gya aur aik saal baad jub Romaisa be doctor bun gae tu Rameez kay ghar walo nay apni pasand say us ke shaadi ker de. Rameez ka dil shaadi kernay ko nahi chaahta thaa leaqin woh baybus thaa. Us nay shaadi say pehlay un tamaam gifts ju woh her moqay pay Romaisa kay liyay leta thaa leaqin denay ke himat nae ker pata thaa aur apni diary ko aag laga de.
Suhaag raat ko jub us nay apni biwi ka gungat uthaya tu chup thaa aur soach reha thaa kay aaj be mujhay Romaisa he nazar aaa re hai. Rameez ke biwi nay jub kafi daer apnay khawand ko khamosh paya tu choank kay upper dekha tu heraan raeh gae. Us ke shaadi Rameez say howe thee. Rameez ko be yaqeen hu gya thaa kay yeh us ka weham nahi bulkay haqeqat hai kay hujla-e-aroosi main Romaisa thee leaqin aaj ke raat Rameez ko khamosh mohabbat na sirf aankho bulkay honto say be boal rahi thee.

Qismat Kay Khael


Zirwa aur Humza akathay university main pertay thay. Dono class fellow thay. Dono aik dosray ko pasand kertay thay. Dono ka taluq azad khayal garano say thaa. Esse liyay dono nay ghar main apnay mustaqbil kay baray baat nahi ke thee. Dono nay soach rakha thaa kay Masters kernay kay foran baad ghar baat keray gay aur shaadi ker lay gay.
Dono ganto baeth kay suhanay mustaqbil kay khaab buntay rehtay thay. Zirwa ko pernay ka kuch zayadaeh he shoak thaa. Woh chaahti thee kay masters kernay kay baad M.Phill keray ge aur phir Ph.D. Humza ka eraada thaa kay woh masters kernay kay foran baad apnay daddy ko join ker lay ga family business main.
Humza say yeh bardaasht nahi hota thaa kay woh Zirwa say aik lamhay kay liyay bey khabar hu. Dono university main jatay apnay time say pehlay thay leaqin waapis bohat late aatay thay. Baaqi ka sara din messaging ya calls ke jati. Zirwa ko Humza ka aesa rawaeya acha lagta thaa. Woh us say aksar poachti rehti thee kay kya woh typical mardo ke tarah badlay ga tu nahi? Humza kehta thaa her beta howa lamha meray dil main tumhari mohabbat berhata hai. Main khud say begana hu sakta hu leaqin tum say nahi. Meray din ke ibtada tum say aur ekhtataam be tum he say hota. Tum say hamesha aaj ke tarah pyar aur us ka ezhaar keru ga. Zirwa Humza ke aese baatain sun ker nihaal hu jati thee. Dono nay saath jenay mernay ke qasmain khae thee.
Qismat kay khael koe nahi janta. Hota wahi hai ju Khuda chaahta. Ensaan kuch soachta hai aur hota kuch aur hai. Es say pehlay kay Humza ka masters ka result aata aur woh ghar baat kerta, aik din us kay mummy nay ussay bataya kay un logo nay us ka rishta taa ker deya hai. Humza nay magher mummy… Tu us ke mummy kehnay lagi kay magher wagher kuch nahi. Humain pata kay humara beta ferma bardaar hai esse liyay hum nay tumhara rishta tumhay bataey beghair taa ker deya. Shaadi kay cards taqseem kiyay ja chukay hain aaj.
Humza sakht pershaan thaa aur us nay Zirwa say es topic pay baat ke. Zirwa nay kaha kay woh apnay maa baap ke ezat per aanch na anay day. Us kay baad us nay phone band ker deya leaqin apnay aanso na roak paye. Zirwa apnay totay howay dil kay saath dosray shehar mazeed pernay chali gae.
Humza ke shaadi ko sirf 2 saal howay thay us ke biwi car accident main mer gae. Humza pershaan rehta thaa aur dosray shehar chala gya thaa. 1 din us ke bazar main Zirwa say mulaqat hu gae. Dono nay aik dosray kay baray poacha tu Humza nay bataya kay us ke biwi mer gae hai. Zirwa nay kaha kay us nay shaadi he nahi ke. Yeh qismat kay khael thay kay woh dobara phir mil gay thay aur phir dono nay shaadi ker le.

Diya Jalaey Rakhna


Mere shaadi Fahad say howe thee. Fahad meray maamu kay betay thay. Hum dono mukhtalif shehru aur subo main rehtay thay es liyay kuch khaas aatay jatay nahi thay aik dosray kay ghar. Main baeyah kay peya ghar hazaro armaan lay ker aaa gae thee. Suhaag raat ko Fahad ke romantic nay khoobsorat aur yaadgaar bana deya thaa. Waleemay kay foran baad hum dono honeymoon kay liyay shamaali alaaqajat ke tarf chalay gay.
Her raat ko Fahad meray saath beyshumaar romantic baatain kertay aur main shermaati rehti. Aesa lagta thaa kay un ko paa ker dunya ke her khushi paa le hai. Honeymoos say waapis aey tu ghar walo nay purtapaak estaqbaal keya. Aglay din say Fahad nay office jana shoro ker deya. Ghar main mere 2 nunday aur 1 daywur thaa. Un kay saath kuch he dinu main mere khoob dosti hu gae thee. Raatain Fahad ke baaho main un ke romantic baatain suntay aur din un kay behan baayou saath khushgapya kertay.
Aik din Fahad ko main nay office janay kay liyay jagaya tu woh kehnay lagay kay koun sa office? Main kissi office nahi jata. Sonay du mujhay aur tum be meray paas late jao. Main heraan thee aur kamray baahir chali gae. Baahir aaa ker main nay mamaani aur maamu ko Fahad ka yeh mazak bataya tu dono mujh say nazray chura rehay thay. Main nay kamray kay ander aaa ker Fahad ko dobara jagaaya tu woh phir tus say mus na howay aur soay rehay.
Phir raat ko woh romance he ker ray thay apni adat kay aen motaabiq. Phir aaglay din woh mujh say sara zewar yeh kaeh ker lay gay kay kul koe aur design dekha. Change ker kay laa ker deta hu. Raat kafi hu gae thee aur Fahad abhi taak lotay nahi thay. Raat gay jub woh ghar lotay tu un kay mou say tu sharab ke badboo aaa rahi thee. Main heraan thee. Zewar kay baray poacha tu kehnay lagay kay sub joway main haar gya aaj tu. Koe baat nahi agli dafa jeet ker aao ga. Meray tu pero talay zameen nikal gae thee un ke baat sun ker. Phir woh mujhay lay ker bed pay late gay aur pehli tarah mere tarefain kernay lagay. Phir kehnay lagay kay woh meray beghair rehnay ka tasawour be nahi ker saktay. Thoori daer main he woh su gay. Mere aankho say aanso baeh rehay thay. Aglay din aey tu sharab kay nashay main daat thay. Mujh say baat taak nahi ke aur so gay. Phir yeh roaz ka mamool bun gya.
Meray paas aab es kay sawa koe aur chara nahi thaa kay umeed kay diyay kay roshan kiyay rakhti aur Fahad kay rahay-e-raat pay aanay ka intazaar kerti. Shaadi kay 2 saal baad jub mere bete nay unhay pehli dafa “ daddy “ kaeh ker pukara tu unhu nay bete ko choom leya aur mujhay kehnay lagay kay kul say main nokri shoro ker du ga.

Tumhi Ko Chaaha Thaa Tumhi Miltay Tu Acha Thaa!


Oay hoay hoay! Dil dharakay kay tum say kasay kahu tumhay kehti hai mere nazar shukriya! Meray cell phone ke makhsoos ringtone yeh khobsorat gana unchi awaz say kub say gaa rahi thee. Main bedroom say baahir chaey lenay gya thaa es liyay foran ringtone nahi sun paya thaa.
Itne daer say main call ker re hu kay aap ko koe khayal he nahi aur call attend he nahi ker rehay aap!
Bus abhi chaeyay lenay gya thaa kitchen say tu tumhari call aaa gae.
Tumhi ko chaha thaa tumhi miltay tu acha thaa! Acha khaer chorain yeh batain aaj ka din kasa guzar reha?
Pehlay to bohat boring guzar reha thaa per aab janab ke call aaa gae hai tu aab acha he guzray ga.
Aur mera din acha bala guzar reha thaa leaqin aap ke bondi awaz sun le hai tu aab bura guzray ga. Khair main nay khud he dosti main pehal ke thee tu aap ke awaz suna he peray ge aab.
Main aik din faarigh baetha thaa kay mujhay aik wrong call aaa gae. Tub say hum dono ke mobile friendship hu gae thee. Meray dil main khawahish thee kay yeh mobile friendship shaadi main tabdeel hu jaey leaqin Mazoona jub kae baar mere bezati ker dete thee kay main tu aap say baat nahi kerna chaahti leaqin phir be ker he lete hu tu chup hu jata.
Mazoona nay pehli dafa jub Shoaib ko wrong call ke thee tu pasand aaa gya. Phir woh rozana ussay call kernay lagi. Phir najanay kub us say mohabbat ker bethe leaqin mohabbat ka ezhaar na ker pati. Phir us nay aksar aik shair ka misra Shoaib ko kehna shoro ker deya “Tumhi ko chaaha thaa tumhi miltay tu acha thaa!“. Shoaib nay jub kissi kisum ka raday-e-amal na zaahir keya tu woh samaj gae kay woh time pass kerta. Aik din shoaib nay Mazoona say poacha kay woh yeh misra kyoun bolti rehti hai to us nay kaha kay yeh us ka taqya qalaam hai. Mazoona nay soacha Shoain kehay ga leaqin yeh misra meray dil ke pukaar hai. Leaqin Shoaib nay jub Mazoona ke baat suni tu soacha kay agher woh us say shaadi kerna chaahti tu kehti kay apnay dil ke baat tumhay bataati hu.
Phir dono ke ghar walo nay shaadeya ker de leaqin unhu nay apnay honay walay humsafro ko dekha nahi thaa. Shaadi kay baad dono nay aik dosray ko call kerna choor de. Mazoona ko lagta kay us kay husband main kafi aadatay Shoaib wali hain. Udher Shoaib ka apni biwi kay baray khayaal thaa. Aik din Nabeel nay Maliha say poacha kay agher tumhari mujh say shaadi na hoti tu mujh say kya kehna chaahti, us ke biwi nay kaha “Tumhi ko chaaha thaa tumhi miltay tu acha thaa!“.
Nabeel nay bola kya tum Mazoona hu tu us ke biwi, Maliha ” Shoaib ” kaeh ker us kay galay lug gae!